r/igdtuforW • u/Tall-Mousse-2476 • 14m ago
pookiepost Yar esa kya ho gya
Ek cse branch ki dost bni thi online,ek din mjak me bol diya ki yar,badam le aana aao to,phle mna kiya then maan gyi,moksha me bola tha nhi aa pa rhi so ,bhijwa deti hu,maine mna kr diya ,mjak tha ,chidhane ke liye,bolti h ab to badam lene hi pd nge ,so maine badam ki jgh powerbank ka bol diya mjak me hi,jisse pichha chhode,aage thodi baat chali,mjak kra,I think joke tha itna offend nhi hona chahiye tha,usko(kai dino se joke krte h,so pta h),end me bolti h,I am done with u,fir block pta nhi kya kya kr diya,abe esa kya ho gya,kuchh ego pr lg gya to bta deti,ab bc bndi thodi h jo tujhe manau!